कनपुरिया अंदाज़


Qualities of Indians :)
.
1. Jab Shampoo Bottle Khatam ho jaaye to usme Pani daalo ek baar aur use karlo
.
2. Toothpaste ko tab tak use karo jab taq usko pura nichod naa loo
.
3. Ghar me showcase me China Crockery ko sirf aur sirf Guests k liye use karo ;)
.
4. Gold kharidna ek gram bhi nai, par Gold k rates ki bahot chinta hai apne ko
.
5. TV k remote ko zor zor se dabayenge, usse thokenge, par usme nayi batteries nai lagayenge
.
6. Kisi ne Dinner Party me invite kiya ho to uss din, din bhar kuch nai khaayenge, taki waha party me jee bhar k daba sake
.
7. Jab T-Shirt purani ho jaaye to usse night dress bana lo, jab aur jaada purani ho jaaye to use Holi me use karo, Aur fir usska Pocha bana lo
.
8. Dominos waale se extra Ketchup, Oreganon Chilli maango taki usse baad me ghar me use kar sake Aur Sabse Important
.
9. Pani Puri Khaane k baad, payment karne k baad free Sukha Puri apna Haq hai...

Proud to be an Indian

Comments

Popular posts from this blog

The Five Monkeys Experiment: What It Really Teaches Us About Organizational Culture

भारत में ब्राह्मण समुदायों की वंशावली, गोत्र और क्षेत्रीय परंपराएँ

शोभा सिंह और शादीलाल